giitaayan An Interface to ISB

ka_ii din se saawan barasataa hai rimajhim - Samaaj (1954)  

Lyrics: Majrooh Sultanpuri | Music: Arun Kumar Mukharjee | Singer(s): Asha 
View in Nagari (Hindi)
aashaa: ka_ii din se saawan barasataa hai rimajhim ka_ii din se saawan barasataa hai rimajhim hawaa jhuumatii hai, ghaTaa gaa rahii hai shailesh: ab aise bhii me.n tum naa aaye to dekho dekho nazar ruThane kii qasam khaa rahii hai aashaa: ka_ii din se saawan barasataa hai rimajhim shailesh: pha.Nsaa kaun ye bijaliyo.n kii adaa se barasane lage kisake aa.Nsuu ghaTaa ke-2 aashaa: yahii puuchhatii hai mere dil kii dha.Dakan dha.Dakan-2 magar kuchh bataate hayaa aa rahii hai shailesh: ka_ii din se saawan barasataa hai rimajhim aashaa: udhar tuu hai aur mai.n idhar huu.N to kyaa hai kahii.n phuul se usakii Khushabuu judaa hai-2 shailesh: ye maanaa kii aisii nahii.n koI duurii-duurii-2 par itanii bhii duurii sitam Dhaa rahii hai dono.n: ka_ii din se saawan barasataa hai rimajhim hawaa jhuumatii hai ghaTaa gaa rahii hai ka_ii din se saawan barasataa hai rimajhim
The song was contributed by Sagar Chand Nahar on 16.07.2013 03:53:26.  

Back to Recently Posted Songs

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.