giitaayan An Interface to ISB

aa aa taiyaar ho jaa - Asoka (2002)  

Lyrics: Gulzar | Music: Annu Malik | Singer(s): Sunidhi Chauhan, Chorus 
View in Nagari (Hindi)
aa aa aa aa aa aa ai aa aa ai ai aa are are aa taiyaar ho jaa aa aa taiyaar ho jaa shaam kii kashtii me.n aa ke savaar ho jaa chalo chale.n aa sahaaraa hogaa kahii.n naa kahii.n to ko_ii kinaaraa hogaa chalo chale.n ararararararara aa aa aa aa taiyaar ho jaa ... aa taiyaar ho jaa re aajaa aajaa chal chale.n tair ke yaa Duub ke chal paar jaanaa hai shaam kii kashtii ... shaam ku.nvaarii hogii ho.nTh hamaare ho.nge baat tumhaarii hogii baat to bholii hogii miiThii bhii hogii tho.Dii shahad bhii gholii hogii aa aa aa aa aa shaam ku.nvaarii ... pyaar kaa gotaa kyaa hai Duub ke dekhaa nahii.n dekhanaa hotaa kyaa hai hone ko honaa kyaa hai dil me.n Tiis hogii aa.Nkh me.n paanii hogaa chalo chale.n aa aa aa aa aa pyaar kaa gotaa ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.