giitaayan An Interface to ISB

man teraa meraa ... mai.n dil ban ke tujh me.n - Aaghaaz (2000)  

Lyrics: Sameer | Music: Annu Malik | Singer(s): Babul Supriyo, Alka Yagnik 
View in Nagari (Hindi)
man teraa meraa man ek rahe teraa meraa man muhabbat kaa matalab samajhane lagaa huu.N mai.n dil ban ke tujh me.n dha.Dakane lagaa huu.N man teraa meraa ... muhabbat kaa matalab samajhane lagii huu.N mai.n dil ban ke tujh me.n dha.Dakane lagii huu.N man teraa meraa ... dekhuu.n jahaa.n pyaar hii pyaar ho aisaa khyaalo.n kaa sa.nsaar ho nanhe.n khilauno.n se bhar jaa_e ghar ghar ko lage naa kisii kii nazar yahii soch kar mai.n ta.Dapane lagaa huu.N mai.n dil ban ke ... vaadii me.n guu.nje.ngii shahanaa_iiyaa.n miT jaa_e.ngii saarii tanhaa_iiyaa.n meha.ndii mahaavar lagaa_uu.ngii mai.n si.nduurii sapane sajaa_uu.ngii mai.n isii aarazuu se mahakane lagii huu.N mai.n dil ban ke ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.