giitaayan An Interface to ISB

gaa_o taraane man ke jii aashaa aa_ii dulhan ban ke jii ... chham\-chham - Aan (1952)  

Lyrics: Shakeel | Music: Naushad | Singer(s): Lata, Shamshad, Rafi, Shyam, Chorus 
View in Nagari (Hindi)
ko : hoy he hoy gaa_o taraane man ke jii aashaa aa_ii dulahan ban ke jii naacho naacho man kii taal pe chham-chham -3 hoy aaj Kushii ban-Than ke jii kar ghar aa_ii hai dulahan ke jii naacho naacho man kii taal pe chham-chham -3 sha : dhak-dhak ma.n me.n Dholak baaje chham-chham pag me.n paayal ho chham-chham pag me.n paayal ko : aa aa hoy dhak-dhak ma.n me.n Dholak baaje chham-chham pag me.n paayal la : baalam kii nazaro.n ne -2 kiyaa hai aaj meraa dil ghaayal ko : aa hoy baalam kii nazaro.n ne kiyaa hai aaj meraa dil ghaayal sha : bhed mai.n apane kholuu.N naa kuchh boluu.N naa sa.ng Doluu.N naa tiir chale chitawan ke jii rimajhim aaye din saawan ke jii naacho naacho man kii taal pe chham-chham ra : aahaa sha : chham-chham ra : waah sha : chham-chham sha : apane piyaa kii jogan ban jaa chho.D de mahal-dumahale ho chho.D de mahal-dumahale ko : o hoy apane piyaa kii jogan ban jaa chho.D de mahal-dumahale la : phuul wahii sachhaa hai -2 jo kaa.NTo.n ke dukh bhii sah le ko : ho hoy phuul wahii sachhaa hai jo kaa.NTo.n ke dukh bhii sah le sha : pyaar ko jab tum jaanoge pahachaanoge phir maanoge ruup naye jiiwan ke jii milate hai.n dwaare saajan ke jii naacho naacho man kii taal pe ko : hoy gaa_o taraane man ke jii aashaa aa_ii dulahan ban ke jii naacho naacho man kii taal pe chham-chham -3 hoy aaj Kushii ban-Than ke jii kar ghar aa_ii hai dulahan ke jii naacho naacho man kii taal pe chham-chham -3 aa aa aa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.