giitaayan An Interface to ISB

yahii hai tamannaa tere dar ke saamane - Aapki Parchhaiyan (1964)  

Lyrics: Raja Mehdi Ali Khan | Music: Madan Mohan | Singer(s): Rafi 
View in Nagari (Hindi)
yahii hai tamannaa tere dar ke saamane merii jaan jaa_e merii jaan jaa_e haay yahii hai tamannaa ... tere dar pe aayaa to bas aa gayaa mai.n na piichhe haTuu.Ngaa zamaane ke Dar se zaraa dekh luu.N mai.n ye ruK kii bahaare.n ye qad pyaaraa-pyaaraa ye zulfo.n ke saa_e haay yahii hai tamannaa ... gilaa hai mujhako tere Kudaa se hasii.n jisane itanaa banaayaa hai tujhako na aataa kabhii terii galiyo.n me.n zaalim tere husn ne khud bulaayaa hai mujhako jalaakar ko_ii shammaa kaise kahegaa ke dekho yahaa.N par naa paravaanaa aa_e haay yahii hai tamannaa ... muhabbat me.n terii agar maut aa_e to vo maut kitanii hasii.n maut hogii kisii roz mai.n teraa daaman paka.Dakar jo mar jaa_uu.N kyaa dilanashii.n maut hogii kabhii aisii ko_ii gha.Dii aa rahii ho to merii du_aa hai vo jaldii se aa_e haay yahii hai tamannaa ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.