giitaayan An Interface to ISB

badaraa chhaa_e ki jhuule ... ki aayaa saavan ho jhuum ke - Aya Sawan Jhoom Ke (1969)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: Laxmikant-Pyarelal | Singer(s): Rafi, Lata 
View in Nagari (Hindi)
ra : badaraa ho badaraa chhaa_e ki jhuule pa.D ga_e haay ki mele lag ga_e mach ga_ii dhuum re ki aayaa saavan ho jhuum ke la : badaraa ho badaraa chhaa_e ki jhuume parvat haay re kajaraarii badariyaa ko chuum re ki aayaa saavan ho jhuum ke ki aayaa saavan jhuum ke kaahe saamane sabake baalamavaa tuu chhe.De jaalamavaa ra : kaahe phe.nke nazar kii Dorii tuu luk-chhup ke gorii la : kajaraa ho kajaraa haay re bairii bikharaa jaa_e re meraa kajaraa ki mach ga_ii dhuum re ki aayaa saavan jhuum ... ra : jaane kisako kisakii yaad aa_ii ke chalii puravaa_ii la : jaane kis birahan kaa man tarasaa ke paanii barasaa ra : ka.nganaa ho ka.nganaa laa_e ki ghar lauT ke aa_e paradesii bidesavaa se ghuum ke ki aayaa saavan ... la : tere sehare kii hai.n ye la.Diyaa.N ki saavan kii jha.Diyaa.N ra : ye hai.n mast ghaTaa_o.N kii Tolii ki terii hai Dolii la : dha.Dakaa jaa_e dha.Dakaa jaa_e re meraa manavaa haay saajanavaa ki mach ga_ii dhuum re ko : ki aayaa saavan ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.