ra : ( ham-tum ye bahaar
dekho ra.ng laayaa pyaar
barasaat ke mahiine me.n
la : rimajhim ye phuhaar
dil gaaye re malhaar
ik aag liye siine me.n ) -2
do : ho
ra : ho
la : ho
ra : ( terii zulfo.n kii ye ra.ngat hai
jo baadal banake chhaa_ii hai ) -2
jo baadal banake chhaa_ii hai
la : terii aa.Nkho.n kii ye mastii hai
jo saawan banake aa_ii hai
ra : meraa dam jab tak
rahe pyaar kii chamak
mere dil ke nagiine me.n
ham-tum yah bahaar ...
la : rimajhim ye phuhaar
dil gaaye re malhaar
ik aag liye siine me.n
la : o
ra : o
la : ( duniyaa ko hamaarii ho na Kabar
aa.Nkho.n me.n ishaare ho jaaye.N ) -2
aa.Nkho.n me.n ishaare ho jaaye.N
ra : ulafat bhii chale aisaa jaaduu
dushman bhii hamaare ho jaaye.N
la : Gam dil se ho duur
naa ho ko_ii majabuur
phir aaye mazaa jiine me.n
do : rimajhim ye phuhaar
dil gaaye re malhaar
ik aag liye siine me.n
ham-tum ye bahaar
dekho ra.ng laayaa pyaar
barasaat ke mahiine me.n
rimajhim ye phuhaar
dil gaaye re malhaar
ik aag liye siine me.n
ho
ho
|