giitaayan An Interface to ISB

saa.Nchii joto.n vaalii maataa ... tuune mujhe bulaayaa sheraa.N vaali_e - Aashaa (1980)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: Laxmikant-Pyarelal | Singer(s): Rafi, Chanchal 
View in Nagari (Hindi)
cha.n : saa.Nchii joto.n vaalii maataa ko : maataa cha.n : terii jayajayakaar ko : jayajayakaar -3 cha.n : tuune mujhe bulaayaa sheraa.N vaali_e ( mai.n aayaa ) -2 sheraa.N vaali_e ra : o jotaa.N vaali_e pahaa.Daa.N vaali_e o meharaa.N vaali_e o tuune mujhe bulaayaa ... saaraa jag hai ek ba.njaaraa -2 sabakii ma.nzil teraa dvaaraa uu.Nche parvat lambaa rastaa -2 par mai.n rah na paayaa sheraa.N vaali_e ko : tuune mujhe bulaayaa ... cha.n : suune man me.n jal ga_ii baatii tere path me.n mil ga_e saathii -2 mu.Nh kholuu.N kyaa tujhase maa.Nguu.N -2 bin maa.Nge sab paayaa sheraa.N vaali_e ko : tuune mujhe bulaayaa ... ra : kaun hai raajaa kaun bhikhaarii -2 ek baraabar tere saare pujaarii -2 tuune sabako darshan de ke -2 apane gale lagaayaa sheraa.N vaali_e ko : tuune mujhe bulaayaa ... ra : o jotaa.N vaali_e pahaa.Daa.N vaali_e o meharaa.N vaali_e o tuune mujhe bulaayaa ... ko : tuune mujhe bulaayaa ... cha.n : o prem se bolo ko : jay maataa dii cha.n : o saare bolo ko : jay maataa dii cha.n : o aate bolo ko : jay maataa dii cha.n : o jaate bolo ko : jay maataa dii cha.n : o kaShT nivaare ko : jay maataa dii cha.n : o paar utaare ko : jay maataa dii cha.n : aisii maa.N bholii ko : jay maataa dii cha.n : bhar de jholii ko : jay maataa dii cha.n : o tere dar par ko : jay maataa dii cha.n : maa.N degii darshan ko : jay maataa dii cha.n : o jay maataa dii ko : jay maataa dii cha.n : pahaa.Daa.N vaalii kii jay vaiShNo devii kii jay ambe raanii kii jay
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.