giitaayan An Interface to ISB

kaahe jiyaa Dole ho kahaa nahii.n jaaye - Anokhi Ada (1948)  

Lyrics: Shakeel | Music: Naushad | Singer(s): Uma Devi 
View in Nagari (Hindi)
kaahe jiyaa Dole ho kahaa nahii.n jaaye kahaa nahii.n jaaye ho kahaa nahii.n jaaye kaahe jiyaa Dole ho kahaa nahii.n jaaye jamunaa ke paar more pii kii nagariyaa -2 kaise bitaa_u.N haay baalii umariyaa -2 huu.nk uThe man me.n to rahaa nahii.n jaaye kahaa nahii.n jaaye ho rahaa nahii.n jaaye huu.nk uThe man me.n to rahaa nahii.n jaaye jiiwan ko bhaaye more bachapan kaa sa.ng naa -2 pii-pii papiihaa bole jab more a.nganaa -2 bol mose bairii kaa sahaa nahii.n jaaye sahaa nahii.n jaaye ho sahaa nahii.n jaaye bol mose bairii kaa sahaa nahii.n jaaye saagar me.n Dol rahii hiraday kii na_iyaa -2 dil jhuum-jhuum kahe aa jaa khiwa_iyaa -2 uu.Nchii-uu.Nchii laharo.n me.n bahaa nahii.n jaaye bahaa nahii.n jaaye ho bahaa nahii.n jaaye uu.Nchii-uu.Nchii laharo.n me.n bahaa nahii.n jaaye
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.