giitaayan An Interface to ISB

mere dushman mere bhaa_ii mere hamasaa_e - Border (1997)  

Lyrics: Javed Akhtar | Music: Annu Malik | Singer(s): Hariharan 
View in Nagari (Hindi)
ja.ng jo cha.nd roz hotii hai zi.ndagii baraso.n talak rotii hai sannaaTe kii gaharii chhaa.nv khaamoshii se jalate paa.nv ye nadiyo.n par TuuTe hu_e pul dharatii ghaayal hai vyaakul ye khet bamo.n se jhuulate hu_e ye khaalii raste sahame.n hu_e ye maatam karataa saaraa samaa.n ye jalate ghar ye kaalaa dhu_aa.n ho ho ho mere dushman mere bhaa_ii mere hamasaa_e mujhase tujhase ham dono.n se ye jalate ghar kuchh kahate hai.n barabaadii ke saare ma.nzar kuchh kahate hai.n haay mere dushman mere bhaa_ii ... baaruud se bojhal saarii fizaa.n hai maut kii buu phailatii havaa zakhmo.n pe hai chhaa_ii laachaarii galiyo.n me.n hai phiratii biimaarii ye marate bachche haatho.n me.n ye maa.No.n kaa ronaa raato.n me.n muradaa bastii muradaa hai nagar chehare patthar hai.n dil patthar mere dushman mere bhaa_ii ... jalate ghar barabaadii ke saare ma.nzar sab mere nagar sab tere nagar ye kahate hai.n is sarahad par phu.nphakaaregaa kab tak nafarat kaa ye ajagar ham apane apane kheto.n me.n genuu.n kii jagah chaaval kii jagah ba.nduuke.n kyo.n bote hai.n jab dono.n hii kii galiyo.n me.n kuchh bhuukhe bachche rote hai.n
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.