mu : naa to aaj barasaat kaa mausam naa kahii.n chhaa_ii badariyaa
phir bhii more jiyaraa me.n chamake are tham-tham ko_ii bijuriyaa
ko : vaa-vaah-vaah toharaa javaab naahii.n
mu : binaa badaraa ke bijuriyaa kaise chamake
ko : ho binaa badaraa ke bijuriyaa kaise chamake
mu : kaise chamake ko_ii puuchhe re hamase
ko : kaise chamake ko_ii puuchhe re hamase
mu : ho binaa badaraa ke ...
ko : ho binaa badaraa ke ...
mu : raaho.n me.n jab gorii nayanaa milaaye ke
ko : nayanaa milaaye ke
mu : muskaaye ghu.NghaTaa me.n mukha.Daa chhipaaye ke
( to mar jaa_e.N ) -2 ham to qasam se qasam se
mu : binaa badaraa ke ...
ko : ho binaa badaraa ke ...
mu : kaise chamake ...
ko : ho binaa badaraa ke ...
mu : baiThe ho.n jab miiThe sapane sajaaye ke
ko : sapane sajaaye ke
mu : aise me.n haule se paas kabhii aaye ke
( jo bichhavaa ) -2 bajaaye de gorii chham se qasam se
mu : binaa badaraa ke ...
ko : ho binaa badaraa ke ...
mu : kaise chamake ...
ko : ho binaa badaraa ke ...
|