giitaayan An Interface to ISB

jaataa kahaa.N hai diiwaane sab kuchh yahaa.N hai sanam - C.I.D. (1956)  

Lyrics: Majrooh | Music: O P Nayyar | Singer(s): Geeta 
View in Nagari (Hindi)
jaataa kahaa.N hai diiwaane sab kuchh yahaa.N hai sanam baakii ke saare fasaane jhuuThe hai.n terii qasam ##fifty## ? kuchh tere dil me.n ##fifty## kuchh mere dil me.n ##fifty## zamaanaa hai buraa pahaluu badalane lage ghabaraa ke chalane lage aa.Nkhe.n milii.n bhii nahii.n yuu.N hii sambhalane lage ai jii suniye huzuur jaanaa hamase na duur ai jii suniye huzuur dekho dil hai kisii kaa jalaanaa buraa jaataa kahaa.N hai diiwaane sab kuchh yahaa.N hai sanam baakii ke saare fasaane jhuuThe hai.n terii qasam ##fifty## kuchh tere dil me.n ##fifty## kuchh mere dil me.n ##fifty## zamaanaa hai buraa saiyaad hai tuu magar mujhako na yuu.N tan ke dekh naadaa.N zaraa ek baar qaidii meraa ban ke dekh maano-maano merii baat hai ye pahalii mulaaqaat maano-maano merii baat dekho pahaluu se uTh ke hai jaanaa buraa jaataa kahaa.N hai diiwaane sab kuchh yahaa.N hai sanam baakii ke saare fasaane jhuuThe hai.n terii qasam ##fifty## ? kuchh tere dil me.n ##fifty## kuchh mere dil me.n ##fifty## zamaanaa hai buraa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.