giitaayan An Interface to ISB

mastaanaa mausam hai ... aaj se jaan\-e\-man dil hai tumhaaraa - Dil Hai Tumhaara (2002)  

Lyrics: Sameer | Music: Nadeem-Shravan | Singer(s): Udit Narayan, Kumar Sanu, Alka Yagnik 
View in Nagari (Hindi)
mastaanaa mausam hai ra.ngii.n nazaaraa dha.Dakan kyaa kahatii hai samajho ishaaraa aaj se jaan-e-man dil hai tumhaaraa mastaanaa mausam hai ... chorii chorii maine tumase pyaar kiyaa hai maano o jaanaa.n tumane mujhako kitanaa bekaraar kiyaa hai mushkil bataanaa ko_ii bhii to na jaane ham kaise diivaane hu_e duniyaa me.n naa ko_ii tumase hai pyaaraa dha.Dakan kyaa kahatii ... ho chaahat kaa mausam hai javaa.n kho_e kho_e se ham yahaa.N khvaabo.n me.n mai.n to kho ga_ii diivaanii sii mai.n ho ga_ii lagataa hai hogaa nahii.n tum bin guzaaraa dha.Dakan kyaa kahatii ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.