giitaayan An Interface to ISB

mai.n pyaar kaa raahii huu.N - Ek Musafir Ek Hasina (1962)  

Lyrics: Raja Mehdi Ali Khan | Music: O P Nayyar | Singer(s): Rafi, Asha 
View in Nagari (Hindi)
ra: mai.n pyaar kaa raahii huu.N terii zulf ke saae me.n kuchh der Thahar jaauu.N aa: tum ek musaafir ho kab chho.Dake chal doge ye sochake ghabaraauu.N ra: mai.n pyaar kaa raahii huu.N ra: tere bin jii lage na akele aa: ho sake to mujhe saath le le ra: naazanii.n tuu nahii.n jaa sakegii chho.Dakar zindagii ke jhamele naazanii.n aa: jab bhii chhaae ghaTaa yaad karanaa zaraa saath ra.ngo.n kii umr kahaanii ra: mai.n pyaar kaa raahii huu.N ra: pyaar kii bijaliyaa.N muskuraae.n aa: dekhiye aap par gir na jaae.n ra: dil kahe dekhataa hii rahuu.N mai.n saamane baiThakar ye adaae.n dil kahe aa: na mai.n huu.N naazanii.n na mai.n huu.N mahajabii.n aap hii kii nazar hai diivaanii ra: mai.n pyaar kaa raahii huu.N
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.