giitaayan An Interface to ISB

tuu la.Dakii mai.n ek la.Dakaa tujhe dekh - Do Ustaad (1959)  

Lyrics: Qamar Jalalabadi | Music: O P Nayyar | Singer(s): Rafi, Asha 
View in Nagari (Hindi)
ra : tuu la.Dakii mai.n ek la.Dakaa -2 tujhe dekh kalejaa dha.Dakaa naariyal ke pe.D tale ek chhokarii madraas kii kalii aa : hamase kare hai chhe.D-chhaa.D chhokaraa pa.njaab kaa phuul ho gulaab kaa tuu la.Dakaa mai.n la.Dakii tujhe dekh tabiiyat pha.Dakii -2 ra : daastaan tere husn kii aahaa sabane sunii pa.njaab se aayaa huu.N janaab mai.n aa : naam sun ke jii aapakaa haay mai.n chho.D aa_ii madraas mai.n kha.Dii huu.N tere paas me.n ra : aa.Nkhe.n terii sharabatii moranii sii chaal hai dil ne kahaa ye kamaal hai aa : tum bhii balamavaa kam nahii.n puure chaudahavii.n kaa chaa.Nd chaa.Nd bhii tumase maa.Nd hai tuu la.Dakaa mai.n la.Dakii -2 ik aag sii dil me.n bha.Dakii -2
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.