giitaayan An Interface to ISB

dillagii ne dii havaa tho.Daa saa dhu_aa.N uThaa - Dostaanaa (1980)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: Laxmikant-Pyarelal | Singer(s): Kishore, Asha 
View in Nagari (Hindi)
ki : dillagii ne dii havaa tho.Daa saa dhu_aa.N uThaa aur aag jal ga_ii terii-merii dostii pyaar me.n badal ga_ii ( terii-merii dostii ) -2 pyaar me.n badal ga_ii aa : dillagii ne dii havaa ... do : dillagii ne dii havaa ... aa : pahale-pahale kam mile phir to Kuub ham mile ek mulaaqaat me.n usakii baat-baat me.n jaane tuune kyaa kahaa jaane maine kyaa sunaa tuune kiyaa mazaaq merii jaan nikal ga_ii ki : terii-merii dostii ... do dilo.n ke mel me.n is nazar ke khel me.n aise dil dha.Dak gayaa shor duur tak gayaa kyaa ye Kuun maaf hai ye ko_ii insaaf hai aa.Nkho.n kaa thaa qasuur chhurii dil pe chal ga_ii aa : terii-merii dostii ... terii bhii Kataa nahii.n merii bhii Kataa nahii.n -2 dono.n pe shabaab hai umr ye Karaab hai ki : shauq shaayarii kaa hai sher ye kisii kaa hai dekhaa jo husn-e-yaar tabiiyat machal ga_ii do : terii-merii dostii ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.