giitaayan An Interface to ISB

baadal bahaare.n nazaare parvat nadii aur dhaare - Ek Thaa Dil Ek Thi Dhadkan (1998)  

Lyrics: Javed Akhtar | Music: Anand Raj Anand | Singer(s): Abhijit 
View in Nagari (Hindi)
baadal bahaare.n nazaare parvat nadii aur dhaare chaa.Nd aur suuraj sitaare mai.n kadamo.n me.n rakh duu.n tumhaare mere sanam teraa karam kaise karuu.n mai.n shukriyaa lekin mujhe tuu chaahiye kuchh bhii nahii.n tere sivaa gaa_e havaa gaa_e fizaa gaate hai.n ye jharane bhii tum zaraa gaane lage giit gaa_e.n gunagunaa_e.n bha.nvare bhii sun to zaraa o mere mahabuub sun le zaraa mere pyaar bhare naGme.n tere chaa.Nd aur suuraj sitaare ... tum jo phuulo.n ke ra.ng kiraNo.n ke ra.ng saat ra.ng le ke aa_uu.n tere li_e mausam ke ra.ng ambar ke ra.ng saare ra.ng mai.n sajaa_uu.n tere li_e o mere mahabuub tere li_e har ra.ng me.n kahatii huu.N mai.n mere devataa kitanaa tujhe jo ra.ng me.n ra.ng hai teraa us ra.ng me.n ra.ng de mujhe
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.