giitaayan An Interface to ISB

chho.D ke naa jaanaa - Gang (1999)  

Lyrics: Javed Akhtar | Music: R D Burman | Singer(s): Asha, Chorus 
View in Nagari (Hindi)
chho.D ke naa jaanaa naa naa jaanaa.n phir mujhe tum chho.D ke naa jaanaa phir na meraa dil dukhaanaa phir na ta.Dapaanaa ho chho.D ke naa jaanaa kaisii dhun me.n kho ga_ii hai ye to paagal ho ga_ii hai isako ye kyaa ho gayaa hai jaagate me.n so ga_ii hai chho.D ke naa jaanaa ... Das rahaa hai tan ko tanhaa_ii kaa naag merii nas nas me.n hai jaane kaisii aag mai.n huu.N jaise baa.Nsurii aur saa.Ns tuu guu.njataa hai tuu badan me.n ban ke raag sun rahii hai.n ye fizaa_e.n apanaa afasaanaa naa naa naa naa naa chho.D ke naa jaanaa ... tuu jo chhuu le to bahak jaatii huu.N mai.n garm haatho.n se dahak jaatii huu.N mai.n jism lagataa hai mujhe ik phuul saa tere paas aake mahak jaatii huu.N mai.n hai tere bin kaise mumakin chain paa jaanaa naa naa naa naa naa chho.D ke naa jaanaa ... aarajuu_e.n dil ko pighalaane lagii.n haay kyuu.n a.nga.Daa_iiyaa.N aane lagii.n kaa.npatii huu.N tharatharaatii huu.N mai.n kyuu.n kyuu.n mai.n aakhir tumase sharamaane lagii ye mujhe kyaa ho rahaa hai tum hii samajhaanaa naa naa naa naa naa chho.D ke naa jaanaa ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.