giitaayan An Interface to ISB

duniyaa to yaar hai gazab tamaashaa - Ghazab Tamaashaa (1992)  

Lyrics: Sameer | Music: Anand-Milind | Singer(s): Kumar Sanu 
View in Nagari (Hindi)
duniyaa to yaar hai gazab tamaashaa Gam hai kahii.n to kahii.n hai Kushii aashaa kabhii to kabhii hai niraashaa aa.Nsuu kahii.n to kahii.n pe ha.Nsii do tiin chaar rahanaa zaraa hoshiyaar bach ke jii ko_ii aa_e ko_ii jaa_e ko_ii ro_e ko_ii gaa_e kab kyaa ho vahaa.N kise pataa ba.De ba.De mahalo.n me.n rahate hai.n chhoTe dilavaale goraa goraa dekho zaraa tan inakaa man ke hai.n kaale dil ba.Daa rakhataa hai jo haa.N ba.Daa insaan hai vo zindagii do gha.Dii muskaraa_o jii paa.Nch chhH saat maano bhaa_ii merii baat bach ke jii ... chalatii kahii.n talavaar kahii.n chalatii hai golii bhuul ga_e hai.n log yahaa.N pyaar kii bolii haa.N saath na daulat jaa_e nekii sabake kaam aa_e dushmanii chho.D do dil lagaa_o jii aaTh nau das itanaa hii socho bas bach ke jii ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.