giitaayan An Interface to ISB

akhiyaa.N bhuul gayii.n hai.n sonaa - Goonj Uthi Shehnaai (1959)  

Lyrics: Bharat Vyas | Music: Vasant Desai | Singer(s): Lata, Geeta, Chorus 
View in Nagari (Hindi)
ko : ( huu.N huu.N huu.N huu.N huu.N huu.N huu.N huu.N huu.N huu.N huu.N huu.N huu.N ) -2 aa aa aa gii : hoy akhiyaa.N bhuul gayii.n hai.n sonaa ko : hoy hoy hoy gii : dil pe hu_aa hai jaaduu Tonaa ko : a haay gii : shahanaa_ii waale terii shahanaa_ii re karejavaa ko chiir ga_ii chiir ga_ii chiir ga_ii ko : hoy akhiyaa.N bhuul gayii.n hai.n sonaa dil pe hu_aa hai jaaduu-Tonaa shahanaa_ii waale terii shahanaa_ii re karejavaa ko chiir ga_ii chiir ga_ii chiir ga_ii hoy akhiyaa.N bhuul gayii.n hai.n sonaa gii : ab din ye kaise gorii aaye ko : kaise gorii aaye gii : chhup-chhup ke milanaa man bhaaye ko : milanaa man bhaaye gii : sakhiyo.n se kaahe ab chorii ko : kaahe ab chorii gii : ba.Ndh ga_ii re priit kii Dorii ko : priit kii Dorii gii : ko_ii julamii sa.Nwariyaa kii tirachhii najariyaa ho maar ga_ii maar ga_ii maar ga_ii ko : hoy akhiyaa.N bhuul gayii.n hai.n sonaa dil pe hu_aa hai jaaduu-Tonaa shahanaa_ii waale terii shahanaa_ii re karejavaa ko chiir ga_ii chiir ga_ii chiir ga_ii hoy akhiyaa.N bhuul gayii.n hai.n sonaa la : sakhiyaa.N na maaro mohe taane jisako na laagii wo kyaa jaane sakhiyaa.N na maaro mohe taane ko : achchhaa jii la : jisako na laagii wo kyaa jaane ko : huu.N huu.N la : o o o o bhuul jaa_ogii bhuul jaa_ogii bhuul jaa_ogii karanaa ye ThiTholii ko_ii mil gayaa jo hamajolii kaise bach ke rahogii aahe.n bhar ke kahogii mai.n to haar ga_ii haar ga_ii haar ga_ii ko : hoy gii : akhiyaa.N bhuul gayii.n hai.n sonaa dil pe hu_aa hai jaaduu-Tonaa shahanaa_ii waale terii shahanaa_ii re kalejavaa ko chiir ga_ii chiir ga_ii chiir ga_ii ko : hoy akhiyaa.N bhuul gayii.n hai.n sonaa gii : aapas me.n milate diiwaane gii : aur hamase ho rahe bahaane ko : aur hamase ho rahe bahaane gii : chitawan kamaan pe jo taane wo baan hamane pahachaane ko : wo baan hamane pahachaane gii : najaro.n kii ye ghaate.n chorii chorii mulaaqaate.n ham jaan ga_ii jaan ga_ii jaan ga_ii ko : hoy akhiyaa.N bhuul gayii.n hai.n sonaa dil pe hu_aa hai jaaduu-Tonaa shahanaa_ii waale terii shahanaa_ii re karejavaa ko chiir ga_ii chiir ga_ii chiir ga_ii hoy akhiyaa.N bhuul gayii.n hai.n sonaa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.