giitaayan An Interface to ISB

matalab nikal gayaa hai to, pahachaanate nahii.n - Amaanat (1975)  

Lyrics: Sahir | Music: Ravi | Singer(s): Rafi 
View in Nagari (Hindi)
matalab nikal gayaa hai to, pahachaanate nahii.n yuu.N jaa rahe hai.n jaise hame.n, jaanate nahii.n apanii garaz thii jab to lipaTanaa qabuul thaa baaho.n ke daayare me.n simaTanaa qabuul thaa ab ham manaa rahe hai.n magar maanate nahii.n hamane tumhe.n pasa.nd kiyaa, kyaa buraa kiyaa rutabaa hii kuchh baland kiyaa kyaa buraa kiyaa har ik galii kii Kaak to ham chhaanate nahii.n mu.Nh pher kar na jaao hamaare qariib se milataa hai koii chaahane vaalaa nasiib se is tarah aashiqo.n pe kamaa.N taanate nahii.n
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.