giitaayan An Interface to ISB

tiir aa.Nkho.n kaa jigar ke paar kar do yaar tum - Gunahon Ka Devta (1967)  

Lyrics: Hasrat | Music: Shankar-Jaikishan | Singer(s): Mukesh 
View in Nagari (Hindi)
tiir aa.Nkho.n kaa jigar ke paar kar do yaar tum jaan le lo yaa ki jaa.N ko nisaar kar do yaar tum tiir aa.Nkho.n kaa ... ham tumhaare dil tumhaaraa phir tumhe.n Dar kaahe kaa shauq se tirachhii nazar ke vaar kar do yaar tum jaan le lo yaa ki ... kab talak ta.Dapaa kare.nge ham vafaa kii raah me.n aaj apane pyaar kaa ikaraar kar do yaar tum jaan le lo yaa ki ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.