giitaayan An Interface to ISB

aajaa mere pyaar ke sahaare abhii\-abhii - Humsaya (1968)  

Lyrics: S H Bihari | Music: O P Nayyar | Singer(s): Asha 
View in Nagari (Hindi)
( aajaa mere pyaar ke sahaare abhii-abhii hote hai.n ye pyaar ke nazaare kabhii-kabhii ) -2 dekho dekho dekho kyaa samaa.N hai aajaa ke abhii to dil jawaa.N hai aajaa mere pyaar ke sahaare abhii-abhii hote hai.n ye pyaar ke nazaare kabhii-kabhii aajaa aajaa aajaa aajaa ( mai.n bhii zaraa jaanuu.N ke wo kaun bewafaa hai jisake kayaal me.n tuu aisaa kho gayaa hai ) -2 o o o o o o o o o o dekho dekho dekho kyaa samaa.N hai aajaa ke abhii to dil jawaa.N hai aajaa mere pyaar ke sahaare abhii-abhii hote hai.n ye pyaar ke nazaare kabhii-kabhii aajaa aajaa aajaa aajaa ( jitane bhii Gam hai.n tumhaarii zindagii me.n chaaho to badal duu.N mai.n pyaar kii Kushii me.n ) -2 aha ha ha aha ha ha o o o o dekho dekho dekho kyaa samaa.N hai aajaa ke abhii to dil jawaa.N hai aajaa mere pyaar ke sahaare abhii-abhii hote hai.n ye pyaar ke nazaare kabhii-kabhii dekho dekho dekho kyaa samaa.N hai aajaa ke abhii to dil jawaa.N hai aajaa mere pyaar ke sahaare abhii-abhii hote hai.n ye pyaar ke nazaare kabhii-kabhii aajaa aajaa aajaa aajaa aajaa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.