giitaayan An Interface to ISB

piyaa pyaar ye kyuu.N kiyaa - Kyaa Dil Ne Kahaa (2002)  

Lyrics: Shanjay Chhail | Music: Himesh Reshammiya | Singer(s): Udit Narayan, Kavita Subramaniam, Damayanti Bardal 
View in Nagari (Hindi)
saajaN saajaN mai.n karuu.N saajaN hai us paar kaisii nadiyaa priit kii jo Duub gayaa so paar saa pa ni saa saa pa ni piyaa pyaar ye kyuu.N kiyaa kyuu.N kiyaa saa pa ni saa saa pa ni piyaa pyaar ye kyuu.N kiyaa chaahaa mujhe maa.ngaa tujhe chhuu ke tujhe ek baar paayaa to saayaa thaa teraa ab nahii.n aitabaar saa pa ni saa saa pa ni piyaa pyaar ... mai.n shaayar nahii.n phir bhii sochuu.n yuu.N hii tuu ne diye hai.n jo aa.Nsuu hai.n vahii shaayarii pahale pyaar kaa vaadaa hai tum bin jiivan aadhaa hai aa_egaa chal ke tuu Kud hii sun ke merii pukaar saa pa ni saa saa pa ni piyaa pyaar ... tuu ne chaahii zamii.n meraa hai aasamaa.n baa.Ndhegii kaise tuu mujh ko mai.n to paagal havaa ta.Dape yaad me.n meraa man ye kaisaa teraa ba.ndhan Kvaabo.n se jaaguu.N to phir se nii.nd kaa intazaar saa pa ni saa saa pa ni chaahaa tujhe ... priyaa pyaar ye kyuu.N kiyaa kyuu.N kiyaa saa pa ni saa saa pa ni piyaa laa laa laa laa laa laa laa laa laa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.