giitaayan An Interface to ISB

tere mere naam kaa charchaa ... chal shaadii kar lete hai.n - Kurukshetra (2000)  

Lyrics: Sudhakar Sharma | Music: Himesh Reshammiya | Singer(s): Kumar Sanu, Alka Yagnik 
View in Nagari (Hindi)
tere mere naam kaa charchaa galiyo.n me.n hone lagaa hai log mujhe badanaam leke teraa naam karate hai chal shaadii kar lete hai.n tere mere naam kaa charchaa ... jhuuThii kasame.n khaate khaate Darane lagii huu.N aate jaate ho kasame.n nibhaa_e.nge hai vaadaa apanaa to nek hai iraadaa har Gam baaTe.nge aadhaa aadhaa aadhaa aadhaa aadhaa aadhaa aadhaa kyaa mai.n puuraa sah luu.ngii kaa.NTo.n pe guzaaraa kar luu.ngii par ho na jaa_e.n judaa ye sochake ham Darate hai.n chal shaadii kar lete hai.n ... mausam hai ba.Daa aashiqaanaa aise me.n hame.n naa ta.Dapaanaa he taubaa teraa aisaa sharamaanaa dhiire se teraa yuu.n muskaanaa gar andaaz hai pyaaraa denaa hogaa tumako sahaaraa vaadaa nibhaanaa kahii.n bhuul na jaanaa ham tum pe marate hai.n chal shaadii kar lete hai.n ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.