giitaayan An Interface to ISB

aanaa mere pyaar ko tum na jhuuThaa samajho jaanaa - Kabhi Haan Kabhi Naa (1993)  

Lyrics: Majrooh | Music: Jatin-Lalit | Singer(s): Alka Yagnik, Kumar Sanu 
View in Nagari (Hindi)
aanaa mere pyaar ko tum na jhuuThaa samajho jaanaa sanam tumhe.n paane kaa ye thaa saaraa bahaanaa aanaa mere pyaar ko ... chalo bhii jo hu_aa jaane do bahut ho chukaa jaane do dekh merii taqadiir dil me.n kisakaa giit aa.Nkho.n me.n tasviir kisakii hai sanam chho.Do chho.Do haath jaanuu.n terii baat jhuuThii hai har baat jhuuThii har qasam haa.N jhuuThaa huu.N yaa sachchaa huu.N jaane saaraa zamaanaa aanaa mere pyaar ko ... tumane phe.nkaa jaal ulTii pa.D ga_ii chaal ab mai.n huu.N ja.njaal rastaa naapi_e aise to na yaar dil ko Thokar maar samajho meraa pyaar Kudaa ke li_e samajh ga_ii aaj chho.Do zyaadaa na baate.n banaanaa aanaa mere pyaar ko ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.