giitaayan An Interface to ISB

o dilarubaa kahaa.N tak zulm\-o\-sitam sahe.nge - Millionaire/ Karorpati (1936)  

Lyrics: Kedar Sharma | Music: R C Boral / Pankaj Mullick? | Singer(s): Saigal, Pahadi Sanyal 
View in Nagari (Hindi)
o dilarubaa kahaa.N tak zulm-o-sitam sahe.nge -2 o dilarubaa kahaa.N tak ##whisper## kitaab-e-ishq me.n likhii hai.n aur hii baate.n -4 o ishq ke diiwaane o husn ke parawaane -2 ham bhii to sune.n aaKir kyaa hai.n tere afasaane -2 jab daastaan-e-ulfat aashiq bayaa.N kare.nge -2 phir aa.Nsu_o.n ke dariyaa har aa.Nkh se bahe.nge -2 o dilarubaa kahaa.N tak zulm-o-sitam sahe.nge o dilarubaa kahaa.N tak o dilarubaa kahaa.N tak zulm-o-sitam sahe.nge o dilarubaa kahaa.N tak mujhe yaqii.n hai merii mohabbat me.n jhuuThii qasame.n uThaa rahii ho -2 idhar mai.n aa.Nsuu bahaa rahaa huu.N udhar tum aa.Nsuu bahaa rahii ho -2 o dilarubaa kahaa.N tak zulm-o-sitam sahe.nge o dilarubaa kahaa.N tak
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.