giitaayan An Interface to ISB

sapanaa meraa sach ho gayaa ... kabhii mai.n kahuu.n kabhii tum kaho - Lamhe (1991)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: Shiv-Hari | Singer(s): Lata, Hariharan 
View in Nagari (Hindi)
sapanaa meraa sach ho gayaa kabhii mai.n kahuu.n kabhii tum kaho ki maine tumhe.n ye dil de diyaa kabhii mai.n sunuu.n kabhii tum suno ki maine tumhe.n ye dil de diyaa kabhii mai.n kahuu.n kabhii tum ... saath saath ham aas paas yuu.n baiThe rahe.n ek duusare se yahii kahate rahe.n paas paas ham saath saath yuu.n baiThe rahe.n ek duusare se yahii kahate rahe.n kabhii mai.n kahuu.n kabhii tum ... chalate rahe.n u.Date rahe.n ham bahate rahe.n ek duusare se yahii kahate rahe.n kabhii mai.n kahuu.n kabhii tum ... dard-e-dil dard-e-jigar ham sahate rahe.n ek duusare se yahii kahate rahe.n kabhii mai.n kahuu.n kabhii tum ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.