giitaayan An Interface to ISB

kaale libaas me.n badan goraa yuu.n lage iimaan se - Maasoom (1996)  

Lyrics: Anand Raj Anand | Music: Anand Raj Anand | Singer(s): Udit Narayan 
View in Nagari (Hindi)
haay hil gayaa dil vo kaise chhuk chhuk chhuk chhuk haay pa.Dii mushkil vo kaise chhuk chhuk chhuk chhuk kaale libaas me.n haay chhuk chhuk chhuk haay kaale libaas me.n badan goraa yuu.n lage iimaan se jaise hiiraa nikal rahaa ho koyale kii khaan se chhuk chhuk chhuk gusse se mujhako ghuuratii hai kuchh to vajah hogii jhaTakaa ke zulf phe.nkatii hai kuchh to vajah hogii kis kis pe haay kis kis pe kis kis adaa pe terii jaa_uu.n mai.n sadake har adaa hai ik se ik ba.Dhake zulfe.n us par aise simaTe jab tuu mu.De palaT ke kaise kaalii badalii kaa Tuka.Daa haay kaalii badalii kaa Tuka.Daa jyuu.n haT jaataa ho chaa.Nd se maano hiiraa nikal rahaa ho ... mu.D mu.D ke mujhako dekhatii hai kuchh to vajah hogii jab mai.n dekhuu.n to chau.nkatii hai kuchh to vajah hogii mu.D mu.D ke haay mu.D mu.D ke mu.D mu.D ke takanaa adaa_e.n dikhaanaa kuchh to hai tere bhii dil me.n bataanaa dekh milaakar nazar nazar se bevajah itaraa na yuu.n to kaayal kitane haay yuu.n to kaayal kitane tere ho.nge dil aur jaan se mere jaisaa ko_ii diivaanaa na hogaa iimaan se kaale libaas me.n badan ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.