giitaayan An Interface to ISB

ashaar #recital# ... hamane maanaa ke ... mere baad - Mirzaa Ghaalib (1954)  

Lyrics: Mirza Ghalib | Music: Ghulam Mohammad | Singer(s): Suraiya 
View in Nagari (Hindi)
hamane maanaa ke taGaaful na karoge lekin Kaaq ho jaaye.nge ham tumako Kabar hone tak Kaaq ho jaaye.nge ham % The following is a ghazal husn-e-Gam hai ke sazaa saz se chhuTaa mere baad baakii aaraam se hai.n ahal-e-jafaa mere baad shamaa bujhatii hai usame.n se dhu_aa.N uThataa hai sholaa-e-ishq siyaa-posh hu_aa mere baad Gam se marataa ho ke itanaa nahii.n duniyaa me.n ko_ii kyuu.N kare.n taajiyat-mehar-o-wafaa mere baad aaye hai dilaqashii-e-ishq pe ronaa Gaalib ishq ghar jaayegaa sailaab-e-balaa mere baad
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.