giitaayan An Interface to ISB

har ek baat pe kahate ho tum ke tuu kyaa hai - (Non-Film) (1948)  

Lyrics: Mirza Ghalib | Music:  | Singer(s): Saigal 
View in Nagari (Hindi)
har ek baat pe kahate ho tum ke tuu kyaa hai tumhii.n bataa_o ye andaaz-e-guftaguu kyaa hai -2 har ek baat rago.n me.n dau.Dane rago.n me.n dau.Date phirane ke ham nahii.n qaa_il jab aa.Nkh hii se na Tapakaa to phir lahuu kyaa hai -2 har ek baat piyuu.N sharaab e piyuu.N sharaab agar Kum bhii dekh luu.N do-chaar ye shiishaa-o-qadah-o-kuuzaa-o-subuu kyaa hai -2 har ek baat pe kahate ho tum ke tuu hu_aa hai shah kaa musaahib hu_aa hai shah kaa musaahib phire hai itaraataa -2 wagaranaa shahar me.n Gaalib kii aabaruu kyaa hai -2 har ek baat pe kahate ho tum ke tuu
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.