giitaayan An Interface to ISB

duniyaa dii Thaa Thaa Thaa ... meraa nahii.n ko_ii Thaur Thikaanaa - Platform (1993)  

Lyrics: Sameer | Music: Anand-Milind | Singer(s): Arun Bakshi, Chorus 
View in Nagari (Hindi)
Thaa Thaa Thaa duniyaa dii Thaa Thaa Thaa mai.n chalaa o mai.n chalaa meraa nahii.n ko_ii Thaur Thikaanaa mai.n galiyo.n kaa ba.njaaraa mai.n chalaa ho mai.n chalaa mere kadamo.n me.n saaraa zamaanaa mai.n phirataa huu.N aavaaraa Thaa Thaa Thaa duniyaa ... chal ke kabhii naa ruke.n mere kadam yahaa.n laa_uu.ngaa ek roz mai.n dharatii pe aasamaa.n mai.n ummiido.n kaa raag raag mere saath musaafir bhaag bhaag naujavaano.n duniyaa dii Thaa Thaa Thaa chalo diivaano.n duniyaa dii Thaa Thaa Thaa mujhako hai ba.Dhate jaanaa kabhii bhii naa mai.n haaraa meraa nahii.n ko_ii ... mujhase kabhii naa puuchhanaa ghar hai meraa kahaa.n saare jahaa.n kaa huu.N mai.n saaraa jahaa.n meraa mai.n huu.N paanii kaa ra.ng ra.ng duniyaa hai mere sa.ng sa.ng ho_e dil kahe jo duniyaa dii Thaa Thaa Thaa mai.n karuu.n vo duniyaa dii Thaa Thaa Thaa mai.n khushiyo.n kaa u.Dataa baadal mai.n pyaar kaa a.ngaaraa meraa nahii.n ko_ii ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.