mu : aasamaa.N pe chaa.Ndanii kaa ek dariyaa bah rahaa thaa
haa.N to mai.n kyaa kah rahaa thaa
la : kah rahe the tum kahaanii jab se aa_ii hai javaanii
mu : ab suno tum baat aage jab se ye aramaan jaage
raa : aaj kaun sii taariiK hai
la : aaj chhabbiis taariiK hai
pyaar sapane bun rahaa hai
mu : dekho ko_ii sun rahaa hai
la : maalii hai
baaG se kaliyaa.N chun rahaa hai
mu : mai.n to dhokhaa khaa gayaa thaa
la : ha.n ha.n
la : yaad karate ye fasaanaa tum mujhe mat bhuul jaanaa
mu : kyaa diivaanaa huu.N mai.n ko_ii
jab se merii nii.nd kho_ii
raa : are haa.N ye kaun saa mahiinaa hai
la : janavarii
rut suhaanii jhuumatii hai
raa : ye pulis kyuu.N ghuumatii hai
la : ha.n a.n are baabaa tumhe.n nahii.n kisii chor ko Dhuu.NDhatii hai
dard-e-furaqat sah rahe the
haa.N to tum kuchh kah rahe the -3
|