giitaayan An Interface to ISB

mile.n tum se bichha.D ke ham mere saajan du_aa karanaa - Salaami (1993)  

Lyrics: Anwar Sagar | Music: Nadeem-Shravan | Singer(s): Kumar Sanu, Alka Yagnik 
View in Nagari (Hindi)
a : mile.n tum se bichha.D ke ham mere saajan du_aa karanaa -2 sahe.n ha.Ns ke tumhaare Gam -2 mere saajan du_aa karanaa mile.n tum se bichha.D ke ... ulfat ke nasheman me.n kisane ye Gam kii aag lagaa_ii hai -2 mu.Dakar jo hamane dekhaa to ( bas chaaro taraf tanhaa_ii hai ) -2 aa_e pyaar kaa phir mausam mere saajan du_aa karanaa -2 ku : sahe.n ha.Ns ke tumhaare Gam ... yaado.n kii sulagatii raat me.n ham dil thaam ke royaa karate hai.n ba.Dii hasarat se tasviir terii ( ashqo.n se bhigoyaa karate hai.n ) -2 ulfat kii ho nazar-e-karam merii jaanam du_aa karanaa -2 sahe.n ha.Ns ke tumhaare Gam ... a : kyaa Kuub hai.n ham the diivaane jo unakii tamannaa karate hai.n -2 ye baate.n hame.n maaluum hai vo ( kisii aur ko chaahaa karate hai.n ) -2 kabhii pyaar na ho ye kam mere hamadam du_aa karanaa -2 sahe.n ha.Ns ke tumhaare Gam ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.