giitaayan An Interface to ISB

jaanuu.n jaanam jaan\-e\-man ... tere husn pe hai.n qurbaa.n - Sultanat (1986)  

Lyrics: Anjaan/ Hasan Kamaal | Music: Kalyanji-Anandji | Singer(s):  
View in Nagari (Hindi)
jaanuu.n jaanam jaan-e-man jaan-e-tamannaa jaan-e-jigar jaan-e-vafaa jaan-e-jahaa.N tuu hii merii jaa.N kyaa rakhuu.N teraa naam tuu bataa dilarubaa tuu bataa jaanuu.n jaanam jaan-e-man ... tere husn pe hai.n qurbaa.n ye zamii.n do jahaa.N ho hamase phir taqaraar karogii taubaa taubaa nahii.n nahii.n merii taubaa kabhii nahii.n ho pyaar se phir inkaar karogii naa naa naa naa nahii.n nahii.n jo hu_aa aa bhuul jaa dilarubaa jab se hai tujhako jaanaa maine rab ko pahachaanaa tujhe hai sab kuchh maanaa ho gayaa dil diivaanaa ho jaanuu.n jaanam jaan-e-man ... mujhako milaa tuu dil kii du_aa se yaar milaa mujhe pyaar milaa kitanaa hasii.n diladaar milaa ho maa.ng liyaa hai tujhako Kudaa se milake ho.nge ham naa judaa vaadaa rahaa ye vaadaa rahaa zindagii ab tujhe sau.np dii rahuu.Ngii terii ho ke terii baaho.n me.n kho ke jahaa.N me.n kisame.n hai dam jo apanii raahe.n roke ho jaanuu.n jaanam jaan-e-man ... jo chaahe rakh le naam tuu meraa dilarubaa tuu meraa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.