giitaayan An Interface to ISB

tumhaare pyaar me.n ham ... shikaar karane ko aa_e - Shikar (1968)  

Lyrics: Hasrat | Music: Shankar-Jaikishan | Singer(s): Rafi 
View in Nagari (Hindi)
tumhaare pyaar me.n ham beqaraar ho ke chale shikaar karane ko aa_e shikaar ho ke chale shikaar karane ko ... tumhe.n qariib se dekhaa to dil ko haar diyaa tumhaarii shoK adaa ne hame.n to maar diyaa har ek baat pe ham to nisaar ho ke chale shikaar karane ko ... tumhaarii aa.Nkh mohabbat kii baat kahatii hai tumhe.n bhii kisii kii talaash rahatii hai ye raaz jaan ga_e raazadaar ho ke chale shikaar karane ko ... na apanaa hosh na apanii Kabar kahaa.N hai.n ham isii kaa naam mohabbat hai ai mere hamadam tumhaare kuuche se diivaanaavaar ho ke chale shikaar karane ko ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.