giitaayan An Interface to ISB

ek mahal maa.n chham\-chham karatii rahatii du_ii shahazaadii - Swayamvar (1980)  

Lyrics: Gulzar | Music: Rajesh Roshan | Singer(s): Kishore, Rafi 
View in Nagari (Hindi)
ki : ek mahal maa.n chham-chham karatii rahatii du_ii shahazaadii ek ho tan kii sone jaisii duujii man kii chaa.Ndii ra : ek mahal maa.n ... ek suriilii baa.Nsurii jaisii pa.ncham sur maa.n bole pahale hamako ghar la_ii jaa_o ham hai.n ghar kii baa.ndii ek ba.Dii tiikhii nakhariilii har baat maa.n phuu.N phaa.N bole ki : duujii kuchh aisii sharmiilii mushkil se huu.N haa.N bole hamako huu.N haa.N bhalii lage ra : hamako phuu.N phaa.N bhalii lage re ki : hamako huu.N haa.N bhalii lage tum la_ii jaa_o tuufaa.N aa.Ndhii ek dafaa do bha_iiyo.n jaise aa_e do raajakumaar ra : dono.n samajhe jiite baajii dono.n ga_e dil haar ki : bin maalaa ke hu_aa svaya.mvar ra : bin maalaa ke hu_aa svaya.mvar do : bin maalaa ke hu_aa svaya.mvar binaa svaya.mvar kii shaadii
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.