giitaayan An Interface to ISB

lo khaa lo maiDam khaanaa - Street Singer (1938)  

Lyrics: Arzoo Lakhnavi | Music: R C Boral | Singer(s): Khemchand Prakash?, Female 
View in Nagari (Hindi)
##male## : lo khaa lo maiDam khaanaa -2 khaa lo maiDam khaanaa ##female## : kyo.n itanii der lagaa_ii hai jaan labo.n par aa_ii ( aur peT me.n u.D ga_ii dhuul muye chanDuul gadhe kii zuul ) -2 ##male## : ( mai.n lene gayaa thaa miThaa_ii raste me.n Thokar khaa_ii ) -2 aur choT dekho aa_ii -2 ##female## : ( chal jhuuThe muye harazaa_ii ye sab bak-bak hai fizuul -2 muye mazuul naamaakuul ##male## : ( kyo.n itanii ho jhallaatii ye saalan hai ye chapaatii ) -2 ##female## : ( mujhako to nahii.n hai bhaatii mai.n puurii-kachorii khaatii haa.N puurii-kachorii khaatii mujhako to nahii.n hai bhaatii haa.N puurii-kachorii khaatii -2 ##male## : phir jaa_uu.N abhii phir jaa_uu.N tum Thaharo abhii le aa_uu.N ##female## : kyaa bhuukh se mai.n mar jaa_uu.N yaa kachchaa tujhe chabaa_uu.N naamaakuul gadhe kii zuul muye chanDuul ##male## : ( ab der naa hogii bakhsho tum bakhsho haa.N bakhsho ) -2 ##female## : ( kyaa cho.D duu.N yuu.N hii tumako cho.D duu.N hii.n tujhako ) -2 ##male## : bas taubaa bii jii taubaa ##female## : pahale bhii kii thii taubaa ##male## : are bas taubaa bii jii taubaa ##female## : pahale bhii kii thii taubaa taubaa uul-jaluul pilaa dii dhuul
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.