giitaayan An Interface to ISB

nayaa\-nayaa hai pyaar zamaanaa dekh na le - Sanam (1951)  

Lyrics: Qamar Jalalabadi | Music: Husnlal-Bhagatram | Singer(s): Suraiya, Shamshad, S D Batish 
View in Nagari (Hindi)
su : nayaa-nayaa hai pyaar zamaanaa dekh na le pahalaa hai ikaraar zamaanaa dekh na le nayaa-nayaa hai pyaar zamaanaa dekh na le su : nayaa-nayaa hai pyaar zamaanaa dekh na le -2 sha : hu_aa sab chaupaT ga_ii duniya DaT hu_ii baate.n ulaT sun o naTakhaT zaraa baat palat kuchh gaa jhaTapaT jhaTapaT -5 su : ho ga_ii.n aa.Nkhe.n chaar zamaanaa dekh na le nayaa-nayaa hai pyaar zamaanaa dekh na le mujhe yaad nahii.n ko_ii raag zaraa tuu jaag chhe.D ko_ii raag ke jisase lage dilo.n me.n aag ke sun kar duniyaa jaaye bhaag chhe.D ko_ii raag -5 sha : pahalii nazar kaa pyaar zamaanaa dekh na le pahalaa hai ikaraar zamaanaa dekh na le sun rii sun rii gorii zaraa baat morii pahale khe.nch to le na ye TuuTe Dorii kuchh gaa gorii kuchh gaa -5 su : pahalaa hai diidaar zamaanaa dekh na le nayaa-nayaa hai pyaar zamaanaa dekh na le haa.N jalate rahe.nge jalane waale ha.Nsate rahe.nge ha.Nsane waale e e e sha : ho phir bhii raho hushiyaar merii sarakaar zamaanaa dekh na le -2
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.