giitaayan An Interface to ISB

suuraa sau pahachaaniye juu la.Dai diin ke het - The Legend Of Bhagat Singh (2002)  

Lyrics: Kabir | Music: A R Rahman | Singer(s): Karthik, Raquib, Sukhvindar Singh 
View in Nagari (Hindi)
% "sooraa sau pehchaaniye ju larai deen ke hayt" % "purjaa purjaa kaT marai, kabahoo na chhaaDai khayt" % % These are the words recorded in the aadi-granth, [the holy book of the % Sikhs, considered the present Guru/teacher] page 1105, in the section % of raag maaru. Bakt Kabir recited/penned these words about 500 years % ago and a team of great scholars lead by Guru Arjan Dev made them % immortal about 400 years ago by carefully and thoroughly validating % them and then recording them in the aadi-granth. Originals of % aadi-granth are preserved in museums. Copies of aadi-granth are % read daily in millions of Sikh homes and Gurudwaras. % Guri clarified: % sooraa=soormaa, bahaadur purush, brave man % sau=vo, that % ju=jo, who % larai=laD.e, fights % deen=poor, one who is not provided for, unprotected % hayt=liye, for % purjaa-purjaa=the smallest pieces % kaT marai=kaT martaa hai, gets cut-dead % kabahoo=kabhee bhee % chhaaDai=chhoRe, leaves % khayt=raNn-bhoomi, battlefield % % (Kabir says, he bhaayee) soormaa us manushya ko samajhnaa chaahiye jo % ghareeb-ghurbo.n kee khaatir laRtaa hai, % TukRay-TukRay ho jaataa hai, (par apnee jaan bachaane ke liye) raNn-bhoomi % (mei.n ghareeb-asahaay kee pakRee huyi baa.nh) nahi.n chhoRtaa. % % The authenticated words (Shabads) by Guru Nanak are: % % "jau tau prem khelaNn kaa chaau" % "sir dhar talee galee meree aao" % % These are the words in the aadi-granth page 1412, in the last section after % all the raag-specific sections. These were also recited/penned about 500 years % ago. % Guri gave the following interpretation: % jau=agar, if % tau=tumhe.n, you % chaau=shauk, desire % sir=sar, head % dhar=rakh kar, after putting upon % talee=haathelee, palm % itu=is mei.n % maarag=maarg, rastaa, direction % payr=paa.nv, feet % dhareejai=rakhiye, put % kaaNn=jhijak, hesitation % % (Nanak says, he bhaayee) yadi tumhe.n (prabhu-)prem kee kreeRaa khelne kaa % shauk hai, % to apnaa sar hathelee par rakh kar (arthaat lok-laaj chhoR kar, ahembhaav % door kar ke) meree galee mei.n aanaa. % (prabhu-preet ke) is raaste mei.n (jab) paa.nv rakhiye, % (to usi vaqt jab) sar ke bhe.nT karne mei.n (koyee) jhijak na ho. sooraa sau pehchaaniye ju larai diin ke het purjaa-purjaa kaT marai, kabahuu na chhaa.Dai khet jau tau prem khelaNn kaa chaa_o sir dhar talii galii merii aa_o i.nqualaab zi.ndaabaad -3 %(long live revolution)
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.