giitaayan An Interface to ISB

nahii faiks nahii.n zeroks ... mai.n to mere paapaa kii kaarban kaa.cpii - Yeh Hai Jalwa (2002)  

Lyrics: Sudhakar Sharma | Music: Himesh Reshammiya | Singer(s): Shaan/ Shaan, Kumar Sanu/ Kumar Sanu 
View in Nagari (Hindi)
%Part 1: % maa.N ne mujhe samajhaayaa thaa foTo tumhaaraa dikhalaayaa thaa jaanaa maine jaanaa tumako pahachaanaa tumase meraa rishtaa jaane kitanaa hai puraanaa nahii faiks nahii.n zeroks naa hii Teleks yaa kampyuuTar kii flaa.cpii mai.n to mere paapaa kii kaarban kaa.cpii nahii faiks ... nahalaa ho tum to mai.n dahalaa huu.N mauqaa hai sa.mbhal jaa_o kahataa huu.N rishte kii lihaaz mai.n karataa huu.N aisaa naa samajhanaa ke Darataa huu.N jaa_egii baat ab korT me.n taulo na tum mujhe noT me.n samajho paapaa pyaare mere ye ishaare varanaa dikhaa_uu.Ngaa mai.n din me.n tumako taare nahii faiks ... zid pe jo mai.n a.D jaa_uu.Ngaa nii.ndo.n ko haraam kar jaa_uu.Ngaa duniyaa me.n bai.nD mai.n bajaa_uu.ngaa tuu hai meraa baap ye bataa_uu.Ngaa hai kaa.Nch kaa ye teraa mahal patthar naa lag jaa_e ab tuu sa.mbhal aa.Nkho.n se mai.n kaajal churaa ke le jaa_uu.Ngaa tum jo naa maane to jiinaa mushkil kar jaa_uu.Ngaa nahii faiks ... % %Part 2: % maa.N ne mujhe samajhaayaa thaa foTo tumhaaraa dikhalaayaa thaa jaanaa maine jaanaa tumako pahachaanaa tumase meraa rishtaa jaane kitanaa hai puraanaa nahii faiks nahii.n zeroks naa hii Teleks yaa kampyuuTar kii flaa.cpii mai.n to mere paapaa kii kaarban kaa.cpii nahii faiks ... chho.D ke des chale aa_e ho ye hai parades tum paraa_e ho uupar se naqaab ye cha.Dhaa_e ho a.ndar se ba.De hii ghabaraa_e ho ### hai.n ham nahii.n bhuulanaa lauT chalo hai kyaa sochanaa cheharaa tumhaaraa saaf kah rahaa hai jhuuThii ye ha.Nsii hai dekho dil ro rahaa hai nahii faiks ... ho ek pahelii ban gayaa huu.N mai.n sulajhegii ye kaise Dar gayaa huu.N mai.n ?? tuu aayaa hai beTe meraa dil bhar aayaa hai ?? mai.n nahii.n majabuur huu.N buraa mai.n nahii.n mujhako maafii de de beTaa hai tuu meraa lag jaa gale se aakhir saayaa hai tuu meraa nahii faiks ... tuu hai tere paapaa kii kaarban kaa.cpii kaarban kaa.cpii nahii faiks ... % %Part 3: % jiivan to ye aanaa jaanaa hai Gam aur khushii kaa taraanaa hai aur mujhe karz ye chukaanaa hai pitaa huu.N mai.n farz ye nibhaanaa hai shaayad mai.n kal rahuu.Ngaa nahii.n tumako bhii ta.ng karuu.Ngaa nahii.n meraa aur tumhaaraa aisaa hai ye naataa ba.ndhan hai lahuu kaa ye bhulaayaa nahii.n jaataa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.