giitaayan An Interface to ISB

chho.D baabul kaa ghar mohe pii ke nagar - Babul (1950)  

Lyrics: Shakeel | Music: Naushad | Singer(s): Talat, Shamshad, Rafi, Male Voice?, Chorus 
View in Nagari (Hindi)
Part I sha : chho.D baabul kaa ghar, mohe pii ke nagar aaj jaanaa pa.Daa o aaj jaanaa pa.Daa ko : chho.D baabul kaa ghar, mohe pii ke nagar aaj jaanaa pa.Daa sha : yaad mayake kii tan se bhulaaye chalii ko : haa.N bhulaaye chalii sha : priit saajan kii man me.n basaaye chalii ko : haa.N basaaye chalii sha : yaad kar ke ye ghar, ro_ii.n aa.Nkhe.n magar muskuraanaa pa.Daa o aaj jaanaa pa.Daa ko : ( chho.D baabul kaa ghar, mohe pii ke nagar aaj jaanaa pa.Daa ) -2 % Part II ta : chho.D baabul kaa ghar, mohe pii ke nagar aaj jaanaa pa.Daa sha : chho.D baabul kaa ghar, mohe pii ke nagar aaj jaanaa pa.Daa o aaj jaanaa pa.Daa ko : chho.D baabul kaa ghar, mohe pii ke nagar aaj jaanaa pa.Daa sha : sa.ng sakhiyo.n ke bachapan bitaatii thii mai.n ko : haa.N bitaatii thii mai.n sha : byaah gu.Diyo.n kaa ha.Ns-ha.Ns rachaatii thii mai.n ko : haa.N rachaatii thii mai.n sha : sab se mu.Nh mo.D kar, kyaa bataa_uu.N kidhar dil lagaanaa pa.Daa o aaj jaanaa pa.Daa ko : chho.D baabul kaa ghar, mohe pii ke nagar aaj jaanaa pa.Daa % Part III ta : chho.D baabul kaa ghar, mohe pii ke nagar aaj jaanaa pa.Daa ho aaj jaanaa pa.Daa pahan ulafat kaa gahanaa dulhan mai.n banii Dolaa aayaa piyaa kaa sakhii mai.n chalii ye thaa jhuuThaa nagar, isaliye chho.D kar, mohe jaanaa pa.Daa o aaj jaanaa pa.Daa ko : aa ra : aa_o saajan kha.De hai.n duwaar lene ko aaye kahaar Dolii me.n ho jaa sawaar Male Voice? Kushii ke saath duniyaa me.n hazaaro.n Gam bhii hote hai.n jahaa.N bajatii hai.n shanaa_ii wahaa.N maatam bhii hote hai.n sha : ye thaa jhuuThaa nagar, isaliye chho.D kar, mohe jaanaa pa.Daa o aaj jaanaa pa.Daa ko : chho.D baabul kaa ghar, mohe pii ke nagar aaj jaanaa pa.Daa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.