giitaayan An Interface to ISB

ham unake paas aate hai.n - Nayaa Ghar (1953)  

Lyrics: Hasrat | Music: Shankar-Jaikishan | Singer(s): Talat 
View in Nagari (Hindi)
ham unake paas aate hai.n wo hamase duur jaate hai.n ta.Dap kar daastaa.N apanii bahaaro.n ko sunaate hai.n bahaaro.n ko sunaate hai.n ham unake paas aate hai.n jabase hamako pyaar hu_aa hai jiinaa bhii dushwaar hu_aa hai -2 sahaare jab na paate hai.n to phir ghabaraa hii jaate hai.n ta.Dap kar daastaa.N apanii bahaaro.n ko sunaate hai.n bahaaro.n ko sunaate hai.n ham unake paas aate hai.n bin tere viiraan rahaa hai gulashan kaa har phuul Kizaa.N hai -2 tujhe aramaa.N bulaate hai.n naye tuufaa.N uThaate hai.n ta.Dap kar daastaa.N apanii bahaaro.n ko sunaate hai.n bahaaro.n ko sunaate hai.n ham unake paas aate hai.n dard me.n Duubii shaam na puuchho aaho.n kaa a.njaam na puuchho -2 shamaa Gam kii jalaate hai.n a.ndhere ba.Dhate jaate hai.n ta.Dap kar daastaa.N apanii bahaaro.n ko sunaate hai.n bahaaro.n ko sunaate hai.n ham unake paas aate hai.n
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.