giitaayan An Interface to ISB

u.D jaa bha.Nwar maayaa kamal kaa aaj ba.ndhan to.D ke - Rani Rupmati (1959)  

Lyrics: Bharat Vyas | Music: S N Tripathi | Singer(s): Manna Dey 
View in Nagari (Hindi)
u.D jaa, u.D jaa u.D jaa bha.Nwar maayaa kamal kaa aaj ba.ndhan to.D ke -2 u.D jaa bha.Nwar ra.ng isakaa laal hai aa.a ra.ng isakaa laal hai aur ruup bhii kyaa kamaal hai jin pakhuriyo.n me.n tuu jhuume.n -2 wo teraa ja.njaal teraa jaal hai kahii.n aur jaa jaa jaa jaa kahii.n aur jaa ke dil lagaa kaliyo.n kii galiyaa.N chho.D ke u.D jaa bha.Nwar dekh wo suuraj kii kirane.n aa rahii hai.n jhuumatii chal gagan kii or teraa mukh hawaaye.n chuumatii.n baaware uTh GYaan se makhamal kaa gheraa duur kar tan hai kaalaa is liye man kaa a.nderaa duur kar, duur kar tujhako bulaaye tujhako bulaataa hai saveraa dekh mukha.Daa mo.D ke u.D jaa bha.Nwar maayaa kamal kaa aaj ba.ndhan to.D ke -2 u.D jaa bha.Nwar u.D jaa, u.D jaa, u.D jaa bha.Nwar u.D jaa bha.Nwar -9 u.D jaa bha.Nwar maayaa u.D jaa bha.Nwar u.D jaa bha.Nwar maayaa kamal chho.D ke u.D jaa -2 chho.D ke u.D jaa -3 u.D jaa -3
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.