giitaayan An Interface to ISB

bhuulii bisarii chand ummide.n chand fasaane yaad aa_e - Mehfil-E-Ghazal (Non-Film) (1982)  

Lyrics: Razi Tirmizi | Music: Mehdi Hasan | Singer(s): Mehdi Hasan 
View in Nagari (Hindi)
bhuulii bisarii chand ummide.n chand fasaane yaad aa_e tum yaad aaye aur tumhaare saath zamaane yaad aaye dil kaa nagar aabaad thaa phir bhii jaise Kaak sii u.Datii rahatii thii kaise zamaane ai Gam-e-dauraa.N tere bahaane yaad aaye ha.Nsane waalo.n se Darate the chhup chhup kar ro lete the gaharii gaharii soch me.n Duube to diivaane yaad aaye % the following was not in the version I heard ThaNDii sard havaa ke jho.nke aag lagaakar chho.D gaye phuul khile shaaKo.n pe naye aur dard puraane yaad aaye
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.