giitaayan An Interface to ISB

suhaanaa safar aur ye mausam hasii.n - Madhumati (1958)  

Lyrics: Shailendra | Music: Salil Chowdhury | Singer(s): Mukesh 
View in Nagari (Hindi)
suhaanaa safar aur ye mausam ha.nsii.n (2) hame.n Dar hai ham kho na jaae.n kahii.n suhaanaa safar ... (ye kaun ha.Nsataa hai phuulo.n me.n chhuup kar bahaar bechain hai kisakii dhun par ) - (2) kahii.n gumagum, kahii.n rumajhum, ke jaise naache zamii.n suhaanaa safar ... (ye gorii nadiyo.n kaa chalanaa uchhalakar ke jaise alha.D chale pii se milakar ) - (2) pyaare pyaare ye nazaare nikhare hai.n har kahii.n suhaanaa safar ... ho ho ho ... (vo aasamaa.N jhuk rahaa hai zamii.n par ye milan hamane dekhaa yahii.n par ) - (2) merii duniyaa, mere sapane, mile.nge shaayad yahii.n suhaanaa safar ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.