unhe.n khokar dukhii dil kii duaa se aur kyaa maa.Nguu.N mai.n hairaa.n huu.N ki aaj apanii vafaa se aur kyaa maa.Nguu.N girahbaa.n chaak hai, aa.Nkho.n me.n aa.Nsuu lab pe aahe.n hai.n -2 yahii kaafii hai, duniyaa kii havaa se aur maa.Nguu.N unhe.n khokar ... merii barbaadiyo.n kii daastaa.n, un tak pahu.nch jaae sivaa isake mohabbat ke Kudaa se aur kyaa maa.Nguu.N unhe.n khokar ...
Home - Submit a Song - Recently Posted Songs