giitaayan An Interface to ISB

vahii u.Dii\-u.Dii ghaTaae.n hai.n, ek tum nahii.n ho to - Meraa Ghar Mere Bachche (1960)  

Lyrics: Hasrat | Music: Sardar Malik | Singer(s): Mukesh 
View in Nagari (Hindi)
vahii u.Dii-u.Dii ghaTaae.n hai.n, ek tum nahii.n ho to kuchh nahii.n - 2 vahii bhiigii-bhiigii havaae.n hai.n, ek tum nahii.n ho to kuchh nahii.n - 2 hai kalii se gul ko mile hue, yahaa.N zaKm-e-dil hai khile hue vahii koyalo.n kii sadaae.n hai, vahii koyalo.n kii sadaae.n hai ek tum nahii.n ho to kuchh nahii.n, ek tum nahii.n ho to kuchh nahii.n jo kiye the vaade nigaaho.n me.n, vahii u.D gae aae havaao.n me.n vahii khoii-khoii fizaae.n hai.n, vahii khoii-khoii fizaae.n hai.n ek tum nahii.n ho to kuchh nahii.n, ek tum nahii.n ho to kuchh nahii.n yahii.n kal to tum mere saath the, gore haatho.n me.n mere haath the magar aaj ho.NTho.n pe aahe.n hai.n, magar aaj ho.NTho.n pe aahe.n hai.n ek tum nahii.n ho to kuchh nahii.n, ek tum nahii.n ho to kuchh nahii.n
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.