giitaayan An Interface to ISB

zi.ndagii zi.ndagii zi.ndagii kab tum ko dekhaa hai - Janam (1985)  

Lyrics: Suraj Sanim | Music: Ajit Varman | Singer(s): Amit Kumar 
View in Nagari (Hindi)
zi.ndagii, zi.ndagii, zi.ndagii - 2 (kab tum ko dekhaa hai - 2), taaro.n ke sa.ng phuulo.n ke ra.ng me.n, tum ko paanaa hai ye mai.nne Thaanaa hai, tum ko paanaa hai ye mai.nne Thaanaa hai, apane ghar laanaa hai ye mai.nne Thaanaa hai %the second stanza goes something like this: tum mere sAth ho, mai.n tere sAth huu.N vo zamiin sAth hai, aasamaan sAth hai ye bhiigaa bhiigaa jism, ye bhiigii aarazuu zindagii mil gayii, zindagii hai saudaagar detii hai kuchh lene ke baad dii bahaar mujh ko magar phir lii chaman rakhane ke baad sa.ng ke sa.ng, lahuu ke ra.ng me.n tum ko paanaa hai, tum ko paanaa hai zindagii ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.