giitaayan An Interface to ISB

samundar samundar yahaa.N se wahaa.N tak - Barood (1976)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: S D Burman | Singer(s): Lata 
View in Nagari (Hindi)
samundar samundar yahaa.N se wahaa.N tak ye maujo.n kii chaadar bichhii aasmaa.N tak mere meharabaa.N merii had hai kahaa.N tak yahaa.N tak yahaa.N tak yahaa.N tak samundar samundar yahaa.N se wahaa.N tak ye maujo.n kii chaadar bichhii aasmaa.N tak mere meharabaa.N merii had hai kahaa.N tak yahaa.N tak to yahaa.N tak achchhaa yahaa.N tak ( mai.n karatii huu.N waadaa uThaatii huu.N qasame.n ye bulabul rahegii sadaa tere bas me.n ) 2 mujhe qaid karate ho kyo.n is tapas me.n mai.n u.Dakar bhii jaauu.Ngii aaKir kahaa.N tak ye maujo.n kii chaadar bichhii aasmaa.N tak mere meharabaa.N merii had hai kahaa.N tak yahaa.N tak bolo yahaa.N tak yahaa.N tak mohabbat se ye kah rahii hai jawaanii sitam ho chuke ab karo meharabaanii kisii pyaar kii ko_ii chhe.Do kahaanii chalii aa_ii hai baat dil kii zubaa.N tak ye maujo.n kii chaadar bichhii aasmaa.n tak mere meharabaa.n merii had hai kahaa.N tak yahaa.N tak yahaa.N tak yahaa.N tak samundar samundar yahaa.N se wahaa.N tak ye maujo.n kii chaadar bichhii aasmaa.N tak mere meharabaa.N merii had hai kahaa.N tak achchhaa yahaa.N tak yahaa.N tak yahaa.N tak
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.